परिवर्तन/Pariwartan
आशियाना बदलते रहे उम्र भर,कुछ भी बदला नहीं,
हम बदलते रहे धर्म और जातियां,कुछ भी बदला नहीं ।
हम अकेला चले कारवां बन गया,
देखते-देखते ये जहाँ बन गया,
जब जुआरी थे हमको जुआरी मिला,
जब बने हम शराबी शराबी मिला,
हम जैसा थे वैसा जहां बन गया,कुछ भी बदला नहीं,
हम बदलते रहे धर्म और जातियां,कुछ भी बदला नहीं।
सज गयी हाथ में ढाल-तलवार तब,
जब रियासत मिली,
फिर सजी हाथ में ढाल-तलवार अब,
जब सियासत मिली,
कल भी इंसा मिटा आज भी मिट रहा,कुछ भी बदला नहीं,
हम बदलते रहे धर्म और जातियां,कुछ भी बदला नहीं |
!!! मधुसूदन !!!
Pariwartan
Aashiyaana badlte rahe umra bhar, kuchh bhi badla nahi,
Ham badlte rahe dharm aur jaatiyaan, kuchh bhi badla nahi.
Ham akela chale kaarwaan ban gaya,
dekhte-dekhte ye jahaan ban gaya,
jab juaari they hamko juaari milaa,
jab bane ham sharaabi sharaabi milaa,
Ham jaisa they waisa jahaan ban gayaa, kuchh bhi badla nahi,
Ham badlte rahe dharm aur jaatiyaan kuchh bhi badla nahi,
Saj gayee haath men dhaal-talwaar tab,
jab riyaasat mili,
phir saji haath men -dhaal -talwaar ab,
jab siyaasat mili,
Kal bhi Insaan mitaa aaj bhi mit rahaa, kuchh bhi badla nahi,
Ham badlte rahe dharm aur jaatiyaan, kuchh bhi badla nahi.
!!! Madhusudan !!!



अभिनंदन मधुसूदन जी,
बहुत बढ़िया लिखा आपने
Dhanyawad Mukanshu ji…..aapne samay nikal hamare poem ko padha aur saraahaa….
बहुत सुन्दर लिखा है आप ने हम ही बदलता है सब कुछ
Sukriya apne padha pasand kiya aur saraahaa.
know about yoga and meditation visit our blog hope you like it and informative for you.
Beautiful penned the rights thoughts. Need to be read by many understand the meaning to make a true difference in life !
Thank you very much for your valuable comments..
My pleasure!!
🙏🙏
True that!!!
Thank you very much..
वाह
अभिनंदन राजा
Sukriya apka apne pasand kiya aur saraahaa.
Bahut achha likha hai.
Sukriya apne saraahaa..
😊😊
बहुत खूब मधुसूदन जी!
Sukriya Abhay ji….
दीपोत्सव की शुभकामनाएं
आपको भी अभय जी दीपोत्सव की हार्दिक शुभकामनाएं।
Beautiful thoughts…practicality of life.
Very nicely penned.
Thank you very much for your appreciation..
उत्तम अति उत्तम 😊👍👍
थैंक्स अजय जी
बहुत सही कहा आपने.
Thanks